Pratham Din
Maa Shailputri
Navratri ke pratham din Maa Shailputri ki pooja ki jaati hai.
Maa Shailputri Parvataraj Himalaya ki putri aur Aadi Shakti ka swaroop hain. Bhakt sacche mann se Maa ki aaradhana karke sukh, shanti, shakti aur samriddhi ka aashirwad maangte hain.
✦ ॐ ✦
